Blog contains some memories from my life.This diary is to cherish some very good moments I spent with all the beautiful people who were/are and will remain part of my life.
Wednesday, February 27, 2008
Dheere Jalna
(Sonu Nigam's Best Performance ever)
Dheere jalna - 3
zindagi ki lau pe jalna
dheere dheere dheere dheere dheere jalna
zindagi ki lau pe jalna
kaanch ka sapna, gal hi na jaye
soch samajh ke , aanch rakhna
dheere jalna - 3
dheere jalna - 3
dheere dheere dheere dheere dheere jalna
hona hain jo hona hain woh
hone se toh rukta nahi
aasmaan toh zukta nahin
dheere jalna - 3
zindagi ki lau pe jalna
tere roop ki halki dhoop main
do hi pal jeene hain
teri aankh main dekh chuka hu
woh sapne hain, seene hain
aankhon main, sapno ki
khirche hain, chubti hain
dheere jalna - 3
dheere dheere dheere dheere dheere jalna
hona hain jo hona hain woh
hone se toh rukta nahi
aasmaan toh zukta nahin
dheere jalna - 2
zindagi ki lau pe jalna
dheere dheere dheere dheere...hmm.. jalna
socha na tha zindagi aaise phir se milegi jeebe ke liye
aankhon ko pyas lagegi apne hi aasu peene ke liye
dheere dheere dheere dheere dheere jalna
zindagi ki lau pe jalna
dheere jalna - 3
zindagi ki lau pe jalna
kaanch ka sapna, gal hi na jaye
soch samajh ke , aanch rakhna
dheere jalna - 3
dheere dheere dheere dheere dheere jalna
hona hain jo hona hain woh
hone se toh rukta nahi
aasmaan toh zukta nahin
Dor....Yeh Honsla...
A Ray of Hope
Beautiful movie and a beautiful song ...
Yeh Hosla Kaise Juke,
Yeh Aarzoo Kaise Ruke - 2
Manzil Muskil to kya,
Bundla Sahil to kya,
Tanha Ye Dil to Kya
Ho Hooo
Raah Pe Kante Bikhre agar,
Uspe to phir bhi chalna hi hai,
Saam Chhupale Suraj magar,
Raat ko ek din Dhalana hi hai,
Rut ye tal jayegi,
Himmat rang layegi,
Subha phir aayegi
Hoooo
Yeh Hosla Kaise Juke,
Yeh Aarzoo Kaise Ruke - 2
Hogi hame to rehmat ada,
Dhup kategi saaye tale,
Apni khuda se hai ye Dua,
Manzil lagale humko gale
Zurrat so baar rahe,
Uncha Ikraar rahe,
Zinda har pyar rahe
Hoooo
Yeh Hosla Kaise Juke,
Yeh Aarzoo Kaise Ruke - 2
Tuesday, February 26, 2008
Koi Fariyaad (Kajal's Favorite Song)!!
Some unsolved mysteries...!!!
Koyi Fariyaad Tere Dil Mein Dabi Ho Jaise
Koyi Fariyaad Tere Dil Mein Dabi Ho Jaise
Tune Aankhon Se Koyi Baat Kahi Ho Jaise
Jaagte Jaagte Ek Umr Kati Ho Jaise
Jaagte Jaagte Ek Umr Kati Ho Jaise
Jaan Baaki Baaki Hai Magar Saas Ruki Ho Jaise
Jaanta Hoon Aapko Sahare Ki Zarurat Nahin
Main Sirf Saath Dene Aaya Hoon
Har Mulaakat Pe Mehsoos Yehi Hota Hai
Har Mulaakat Pe Mehsoos Yehi Hota Hai
Mujhse Kuch Teri Nazar Pooch Rahi Ho Jaise
Raah Chalte Huve Aksar Yeh Ghumaan Hota Hai
Raah Chalte Huve Aksar Yeh Ghumaan Hota Hai
Woh Nazar Chupke Mujhe Dekh Rahi Ho Jaise
Woh Nazar Chupke Mujhe Dekh Rahi Ho Jaise
Ek Lamhe Mein Simat Aaya Hai Sadiyon Ka Safar
Ek Lamhe Mein Simat Aaya Hai Sadiyon Ka Safar
Zindagi Tej Bahut Tej Chali Ho Jaise
Zindagi Tej Bahut Tej Chali Ho Jaise
Is Tarah Pehron Tujhe Sochta Rehta Hoon Main
Is Tarah Pehron Tujhe Sochta Rahta Hoon Main
Meri Har Saas Tere Naam Likhi Ho Jaise
Meri Har Saas Tere Naam Likhi Ho Jaise
Koyi Fariyaad Tere Dil Mein Dabi Ho Jaise
Tune Aankhon Se Koyi Baat Kahi Ho Jaise
Jaagte Jaagte Ek Umr Kati Ho Jaise
Jaan Baaki Baaki Hai Magar Saas Ruki Ho Jaise
Sabse Peeche Hum Khade
Zaara naazar uthake dekho
Baithe hai hum yahi
Bekhabar mujhse kyon ho?
Itne boore bhi hum nahin x2
Zamane ki baaton mein uljho na
Hai yeh aasaan janana
Khud se jo agar tum pooch
Hai hum tumhare ke nahi
Teri aankhon ka jaadu
Poori duniya pe hai
Duniya ki iss bheed main
Sabse peeche hum kahen
Mehfile aayi aur gayi
Log aaye aur gaye
Tum jo aaj aaye ho
Dil mein ho bas gaye
Muskarake baat taalo na
Phir miloge jo kahi
Dekhana yahi kahoge
Itne boore the hum nahi
Teri aankhon ka jaadu
poori duniya pe hai
Duniya ki is bheed mein
sabse peeche hum khade
Teri aankhon ka jaadu
poori duniya pe hai
Duniya ki is bheed mein
sabse peeche hum khade
Monday, February 25, 2008
EveryBody on Dance Floor!!
On dance floor u dance for u r self, how u dance doesn't matter wat matters is participation.This time our new Year Party was @ Supreme Heritage.
Most of the guys still carry fresh memories of Intercontinental, where they all had a blast.
This time honors were done by Swapnil Tayade.He started with drink in one hand and his famous pelvic movements.
Then came Sri, the best female dancer of our company and then came Kajal.Kajal is very good at Gujrati folk dance.They were dancing for near about 5 minutes.Later on rest of people joined.On dance floor if u have enough room to dance freely, this means u r DJ sucks big time.Dance floor should be such like every second step of urs should land on the person dancing besides u.
Participation at start was not so good.At one time females outnumbered males on floor.Rare sight on dance floor.
Last time in Intercontinental, the show stealers where Sandhya and Parag Dhonde.Parag is an excellent dancer, this time
he missed the party as he was in UK.
DJ was good and had every song in his collection.Some people are very shy, some very comforatable.
Ganesh has a repo, he never spills a drop of alcohol on floor while dancing.He was talking dancing and drinking at the same time.Edwin, Arun, Anil, Sandeep,Sunil, Yogesh W,Saket, Swapnil,Vinod ,Sourabh,Manish,Bhakti,Alfiah,Tushar, Devanand and Sandeep always particpate on dance floor.Manisha boli ki usne isse pehle Ganesh PC ko kabhi itna excite hue nahi dekha.Sandesh was in party mood and danced from start to end.All Andhra guys from my project had a blast.
Jagdeshwar, SubbaRao,Vinay and Naga enjoyed a lot.Srinivas ne isse pehle apne life main kabhi dance nahi kiya, magar ek baar when he came on floor, he enjoyed so much that he dance fo almost 2 hours.Omkar was absent this time.He also participates.I missed Sobin a lot!!
Sabse best scene on dance floor is when people from higher management join the floor.(I am avoiding any names here)This people enjoy the most, its good when they dance in centre and all others cheer and clap for them in a circle around them.Mohan Tulasi Pravin enjoyed both drinks and music.
There are some fav songs which u expect DJ to play.Sandeeps favorite song is from Jab We Met.Arun and Yogesh Nikam ka "Dekha jo tujhe yaar is the favorite".Yeh gaana bajte hi unme extra energy aati hain.My favorite song is Sutta.Usme thode bad words hain isliye gals usually dont like it and often leave the floor.Andhra public or should I say everyone's favorite is "Aa Ante Amla puram".Sandesh Satam ka Kombdi palali favorite hain.Kuch log Shanti main bahar baithkar Nrutya,Jal aur bhojan ka anand lete hain.Prashant Gharge Prakash Krish and Anand enjoy watching dance.Sujit also enjoyed dancing.
The party was excellent and everyone had a great time!!
कसे सरतील सये...
कसे सरतील सये...
कसे सरतील सये माझ्याविन दिस तुझे ?
सरताना आणि सांग सलतील ना !
गुलाबाची फुलं दोन रोज राती डोळ्यावर
मुसुमूसू पाणी सांग भरतील ना !...
पावसाच्या धारा धारा... मोजतना दिस सारा
रिते रिते मन तुझे उरे...
ओठ भर हसे हसे... उरातून वेडेपिसे
खोल खोल कोण आता झुरे ?
आता जरा अळीमीळी
तुझी माझी व्यथा निळी
सोसताना सुखावून हसशील ना !...
गुलाबाची फुलं दोन रोज राती डोळ्यावर
मुसुमूसू पाणी सांग भरतील ना !...
कोण तुझ्या सौधातून उभे असे सामसूम
चीडिचुप... सूनसान दिवा !
आता सांज ढळेलच आणि पुन्हा छळेलच
नभातून गोरा चांदवा !!
चांदण्याचे कोटीकण
आठवांचे ओले सण
रोज रोज नीजभर भरतील ना !...
गुलाबाची फुलं दोन रोज राती डोळ्यावर
मुसुमूसू पाणी सांग भरतील ना !...
इथे दूरदेशी माझ्या सुन्या खिडकीच्यापाशी
झडे सर... काचभर तडा !
तूच तूच... तुझ्या तुझ्या... तुझी तुझी
सारा सारा तुझा तुझा सडा !!
पडे माझ्या वाटेतून
आणि मग काट्यातून
जातानाही पायभर मखमल ना !...
गुलाबाची फुलं दोन रोज राती डोळ्यावर
मुसुमूसू पाणी सांग भरतील ना !...
आता नाही बोलायचे... जरा जरा जगायचे
माळुनिया अबोलीची फुले !
देहभर हलू देत... विजेवर झुलु देत
तुझ्या माझ्या विरहाचे झुले !!
जरा घन झुरु दे ना
वारा गुदमरु दे ना
तेव्हा नभ धरा सारी भिजवील ना !...
गुलाबाची फुलं दोन रोज राती डोळ्यावर
मुसुमूसू पाणी सांग भरतील ना !...भरतील ना !...
कसे सरतील सये माझ्याविन दिस तुझे ?
सरताना आणि सांग सलतील ना !
गुलाबाची फुलं दोन रोज राती डोळ्यावर
मुसुमूसू पाणी सांग भरतील ना !...
भरतील ना !...
भरतील ना !...
भरतील ना !...
Socha Na Tha
For some-one u care .....
Kabhi dil ke kareeb, tumhe mere naseeb
Yun laayenge socha na tha
Ek chahat ka pal, sab savalon ka haal
Yun paayenge socha na tha
Kabhi dil ke kareeb
(Aankhein joh ab meri aankhon mein hain
Dhoond raha tha kayi salon se) - 2
Kitni milti hain aankhein yeh
Khwabon se mere khayalon se
Ke haqeqaat mein hum, sapno ka sanam
Yun paayenge socha na tha
Kabhi dil ke kareeb, tumhe mere naseeb
(Kabhi tanha bethe bethe yunhi
Pal mein hi main ghum ho jaati thi) - 2
Main bhi kahaan main rehti thi
Aksaar main tum ho jaati thi
yeh ajaab si khata, aur isski saza
Yun paayenge socha na tha
Kabhi dil ke kareeb, tumhe mere naseeb
Yun laayegne socha na tha
Ek chahat ka pal, sab savalon ka haal
Yun paayenge socha na tha
Saiyaan
Heere moti main na chaahoon
main toh chaahoon, sangam tera
main toh teri...saiyyan
tu hai mera ....
...saiyyan ...saiyyan
tu jo chhoo le pyaar se
aaraam se mar jaaoon
aaja chanda bahoo mein
tujh mein hi gum ho jaaoon main
tere naam mein kho jaaoon
saiyyan ... saiyyan
mere din khushi se jhoome, gaaye raatein
pal pal mujhe dubaaye jaate jaate
tujhe jeet jeet haaroon
yeh praan praan varoon
hay aise main nihaaroon
teri aarti utaaroon
tere naam se jude hai saare naate
saiyyan ... saiyyan
banke maala prem ki, tere tan pe jhar jhar jaaoon
baithoon naiya preet ki
sansaar se thar jaaoon main
tere pyaar se thar jaaoon
saiyyan ... saiyyan
yeh naram naram nasha hai...badhta jaaye
koi pyaar se ghungatiya deta uthaaye
ab baawra hua mann
jag ho gaya hai roshan
yeh nayee nayee suhaagan
ho gayee hai teri jogan
koi prem ki pujaaran mandir sajaaye
saiyyan ... saiyyan
Saiyyaaaaaaaaan...saiyyan
heere moti main na chaahoon
main toh chaahoon sangam tera
main na jaanu
tu hi jaane
main toh teri
tu hai mera
main na jaanu
tu hi jaane
main toh teri
tu hai mera
main toh teri ............ tu hai mera
Sunday, February 24, 2008
Mehfuz !!!
Mehfuz: Title Song
Zindagi Hai dhuan to kya
Bujh gayi har subah to kya
Rootha mujhse khuda to kya
Ho gaye hum juda to kya
Faasle they hazaaron darmiyan,
Waqt ke they hazaaron imtehaan
Fir bhi ban ke nishaan,
Tere honthon ke kisi kone mein Hansi ki tarah
main mehfuz hoon
Teri aankhon ke chipe dard mein Aansoo ki tarah
main mehfuz hoon
Bewajah har wajah to kya
Begunahii hai gunaah to kya
Beasar hai dua to kya
Ho gaye hum juda to kya
Raaz gehre hazaron bepanah
Lafz thehare hazaaron bejubaan
Fir bhi ban ke nishaan Tere honthe ke kisi kone mein Hansi ki tarah
main mehfuz hoon
Tere kesu ke mude pannon meinYaadon ki tarah
main mehfuz hoon
Mehfuz hoon Teri aankhon mein
Mehfuz hoonTeri yaadon mein
Mehfuz hoonTeri baaton mein
Mehfuz hoonTere baalon mein
Mehfuz hoon
Faasle the hazaron darmiyaan
Waqt ki thi hazaron aandhiyan
Fir bhi ban ke nishaan
Tere honthon ke kisi kone mein Hansi ke tarah
main mehfuz hoon
Tere kaandhe ke chipe til meinVaadon ki tarah
main mehfuz hoon
Wednesday, February 20, 2008
Chalte-Chalte (Part 1)
Priya:Raj woh kutta dekho
Raj:Han Kitna ugly hain.
Priya:No Raj he is very cute
Raj:Haan wahi to kitna cutely uglily dog hain
Priya:Raj he is very sweet
Raj:Haan wahi to kitna cutelily uglily sweetlili dog hain
Raj:Tumhe chayiye? Main laake doo Please, Bau whau
Raj goes and asks the Russian Shop keeper
Read Russian Shop keeper lines in Russian accent
Raj:Yeh kutta kitne ka diya
Shopkeeper:No No take the gun shoot the cans and take the dog
Raj:Haan to isme kya hain, isme to main champion hoo
Thush Thush(Raj fires 4-5 continuos shots and misses the can)
Priya:Lagta hain ki Cans galat jagah par rakh diye hain
Raj:Nahi yeh to bas main aise hi practise ab dekhna
Priya:Tumse nahi ho ga Raj, aacha tum aim lagao tab tak main shoping karke aati hoo
Raj fires 2-3 more shots and again misses the cans
Shopkeeper:Raj, Tumse Nahi Hoyegaaa
Raj:Yeh to main bhi jaanta hoo ki mujhse nahi hoga. magar..u like her??
Shopkeeper:Yes I like her but u love her
Raj:haa, magar woh hain ki manti hi nahi
Shopkeeper:(Giving the dog to raj) This dog from me to u Fukkat
Raj:Thanks
(Raj gives the dog to Priya)
Priya:Wow Raj to aakhir tumhara Nishana lag hi gaya
Raj:Nahi woh to us aadmi ne mujhe de diya
Priya:Raj
Raj:Haan usne meri aanhon main tumhare liye pyaar dekha.
Woh dur daresa pardesi mere dil ki baat samajh gaya aur jise samajhna chayiye.
(..To be continued)
Monday, February 18, 2008
Bus Incident:- 18th February 2008
While going to Vashi our Office bus had a small accident with a rickshaw.
Rickshaw wala:Abey bahar uttar peeche se thok diya.Poora riksha ulta hote hote bacha.
Chand:Nahi Uncle Hamora Galti nohi hain.Aap ne peeche se Thoka .
Rickshaw wala:Nahi hamara kitna nuksna hua.mujhe bharke chayiye.
Chand:Kya kuch bhi mat bolo.Galti aapka hain.CHalo aage chalo Yaha Troffic bad raha hain
Ricksha wala:Thik hain (pointing to chand) isko yahi chod do.
(Chand chup chap satak gaya n Bus main aakar baith gaya)
Bus thodi aage gayi and side main rukhayi.
Rikshawala:Mera headlight tutha.Mere ko naya headlight laga kar do
Chand:(Ekdum fast main bola)Aisa kaisa galti tumhara hain nahi milega kuch nahi milega.Aap peeche se overtake kiya.
Thik se nahi chalaya.Wrong cut Mara.
Rikshwala:Pehle Aap slow baat karo kuch bhi samjh nahi aa raha hai
Sourabh:Kitna nuksaan hua aapaka??
Rikshawala:200 Rs
Sourabh:200 na main deta hoo chalo aap ek gaana suno mera, 200 main deta hoo
Rikshawala:Nahi saab jaane do mere ko aur bhi kaam hain
Diptirmay:Abhey kya natak hain sala chal tere ko maarna hain na na chal maar aaja chal maar
(Rikshawla aage aaya)
Diptirmay:Chand ko maar Himmat hain to Chand ko maar
Yogesh:Sala main hota na 2 minute main solve karta panga.Kya natak hain.(Man main bola)
Rikshawla:Chalo jaane do 50 Rs do.
Chand:Abhey aap chup raho kuch nahi aata bas nautanki.Kuch nahi 50-50% share karenge nuksaan.
Chalo isko 100 Rs dete hain
Bus n Rikshaw apne apne raastein.....
-----------------------------------------------------------------
Bus main Chand: Sala kuch to galti hua lagta hain
Usne 50Rs manga main usko 100 Diya :)
------------------------------------------------------------------------
And chand gets Nomination for Red and White Bahaduri Puraskar !!!