Monday, June 30, 2008

Aasman Ke Paar Shayad....Shankar......RockFord

If you like good music,Rockford is a must stop for you........All songs are just fantastic.....This one too

(aasamaan Ke Paar Shaayad Aur Koi Aasamaan Hogaa) -2
Baadalon Ke Parbaton Par Koi Baarish Ka Makaan Hoga
Main Hawa Ke Paron Pe Kahaan Ja Raha Hoon Kahaan

Kabhi Udata Hua
Kabhi Mudata Hua
Mera Raasta Chala
O Ho Ho Ho

Main Hawa Ke Paron Pe Kahaan Ja Raha Hoon Kahaan

Mere Paanv Ke Tale Ki Ye Zameen Chal Rahi Hai
Kaheen Dhoop Thandi Thandi
Kaheen Chaanv Jal Rahi Hai
Is Zameen Ka Aur Koi Aasamaan Hoga
Hoga Aasamaan
Ho Aasamaan Hoga

Main Hawa Ke Paron Pe Kahaan Ja Raha Hoon Kahaan

(in Lambe Raaston Par Sab Tez Chalate Honge) -2
Kaacpi Ke Pannon Jaise Yahaan Din Palatate Honge
Shaam Ko Bhi Subah Jaisa Kya Samaan Hoga
Hoga Kya Samaan
Kya Samaan Hoga

Main Hawa Ke Paron Pe Kahaan Ja Raha Hoon Kahaan

Aasamaan Ke Paar Shaayad Aur Koi Aasamaan Hoga
Aur Koi Aasamaan Hoga

Baadalon Ke Parbaton Par Koi Baarish Ka Makaan Hoga
Hoga

Ho Main Hawa Ke Paron Pe Kahaan Ja Raha Hoon Kahaan

Kabhi Udata Hua
Kabhi Mudata Hua
Mera Raasta Chala
O Ho Ho Ho

(main Hawa Ke Paron Pe Kahaan Ja Raha Hoon Kahaan) -3

Wednesday, June 18, 2008

So gaya yeh Jaha... TEZAAB

(So gaya yeh jahan, so gaya aasma) - 2

(So gayi hai saari manzile, O saari manzile,
So gaya hai rasta,
So gaya yeh jahan, so gaya aasma) - 2

(Raat aayi tho woh jinke ghar the,
Woh ghar ko gaye so gaye,
Raat aayi tho hum jaise aawara
Phir nikle raahon mein aaur kho gaye) - 2
Is gali us gali, is nagar us nagar,
Jaaye bhi tho kaha jaana chahe agar,
O, So gayi hai saari manzile,
O, Sari manzile,
So gaya hai rasta,

(So gaya yeh jahan, so gaya aasma) - 2

Kuch meri suno, kuch anpi kaho,
ho paas tho aise, chup naa raho,

hum paas bhi hai, aaur dur bhi hain
aazaad bhi hai, majboor bhi hain

Kyun pyaar ka mausam beet gaya
Kyun humse jamana jeet gaya

Har ghadi mera dil gham ke ghere mein hain
Jindagi dur tak ab andhere mein hain
Andhere mein hain, andhere mein hain,

O So gayi hain saari manzile,
O sari manzile, so gaya hai rasta,

(So gaya yeh jahan, so gaya aasma) - 2

Jaagte Raho.....Sonu Nigam ...Just Married

jaagate raho, hatheli khulne lagi
ki raaat abb udne lagi, kahaniyon ki
shaam to chale, sulagne do jara shab ko
ki khusbu aayegi sabko hare kwaabo ki) - 2

pehala pehala yeh kadam hai
chahat hai par zor kam hai
pehali pehali raat hai yeh
aage jo ho akhir agar theek hai to sabhi theek hai
jaagate raho, hatheli khulne lagi
ki raaat abb udne lagi, kahaniyon ki
jaagate raho

jab raat ki thaili khulein
kya janiye kya kuch milein
ho o o... jab raat ki thaili khulein
kya janiye kya kuch milein
shehnaayi bhi, sannnate bhi
sapne kahin, khaaaarate bhi
chalke chalke nain bhi hain
bechani mein chain bhi hain
pehali pehaeli raat hai yeh
aage jo ho akhir agar theek hai to sabhi theek hai
jaagate raho, hatheli khulne lagi
ki raaat abb udne lagi, kahaniyon ki
jaagate raho

yeh raat hai farmaan ki
umeed ki, armaan ki
ho... yeh raat hai farmaan ki
umeed ki, armaan ki
shikve gile naaraazagi
aankhon mein oos ki taazagi
katara katara jab ghulegi
nikhari nikhari shab khulegi
pehali pehali raat hai yeh hai
aage jo ho akhir agar theek hai to sabhi theek hai

jaagate raho, hatheli khulne lagi
ki raaat abb udne lagi, kahaniyon ki
shaam to chale, sulagne do jara shab ko
ki khusbu aayegi sabko hare kwaabo ki

pehala pehala yeh kadam hai
chahat hai par zor kam hai
pehali pehali raat hai yeh
aage jo ho akhir agar theek hai to sabhi theek hai
jaagate raho, hatheli khulne lagi
ki raaat abb udne lagi, kahaniyon ki
jaagate raho

Kitni Der Tak : Delhi Heights : Sonu Nigam

Kitni Der Tak Lyrics
kitni der tak tum baahar rukogi
kitni der tak mein rukuun yahaan
kitni der tak tum sochati rahogi
yeh mein bhi dekhunga
kitni der tak tum, mujhe na kahogi
apane sheher aane ko
kitni der tak, dhundana hai bahaana tumhe
kisi bhi tarah chhune ka..
(kitni der tak - 2
aaj shaam ya savere tak) - 2
odo? baad main door jaana
rowaanga mein baithe door kise kone vich
mud ke ni geet yeh main gaana???
odo? baad main tur? jaana
odo? baad tu tur? jaana

kitne der tum baatien karogi
filmo ki aur falsafon ki
kitni der aarjoo aad mein chhupegi
coffee ki aur kehkaho ki
kitni der tak uss dil mein rahega
mere naam par ek sawaal
kitni der tak yeh chhndana girega
saath mein chalegi taal
(kitni der tak - 2
aaj shaam ya savere tak) - 2
odo? baad main tur javaa
rowaanga mein baithe door kise kone vich
mud ke ni geet main gaana
odo? baad main tur jaana
odo? baad tu tur jaana

(kitni der tak - 2
aaj shaam ya savere tak) - 4
odo? baad main door jaana
rowaanga mein baithe door kise kone vich
mud ke ni geet main gaana???
odo? baad main tur jaana
odo? baad tu tur jaana
(kitni der tak - 2
aaj shaam ya savere tak) - 4

Yakeen by ATIF ASLAM

Aaj dil dukha hai
Tum yaad aaye ho
Anjaane log hain
Apne kahan dhoond paaye

Jaage hain soye nahin
Aisi hai meri yeh bechaini
Din bhi wohi, raatein wohi
Saanson mein saansein hain nahin
hmm hmmm

Shaamein ab dhalti nahin
Aanchal jo tera simat jaaye
Aap yahaan hamesha rahein
Doorie rahe na faasle
hmm hmmm

Jaage hain soye nahin
Aisi hai meri yeh bechaini
Din bhi wohi, raatein wohi
Saanson mein saansein hain nahin
hmm hmmm hmm hmmm

Ab agar tum mile toh
Itna yakeen hai
Hans denge hum toh
Rona nahin hai