Showing posts with label Palash Sen. Show all posts
Showing posts with label Palash Sen. Show all posts

Monday, March 17, 2008

Dhoom Pichak Dhoom..... (Euphoria)

Chand ke hai sang sitare
Saath rahte hai ab sare
Mai akela re.
Khilkhilati hai ye nadiyan
Nadiyan mein ek naiya
naiya ka mai hu ek bhaiya
Kyon akela re
Ab aa bhi ja
Sabko bata
Kya tera mera nata re
Tum ho meri main tumhara
Chhota sa sansar hamara
Age jaane Ram kya hoga
Kahta hai jo kahe zamana
Tera mera pyar purana
Aage jaane Ram kya hoga
Kaise diya aur bati
Sare sukh dukh ke hum saathi
Bahke purvaiya hi gaati
Main tumhara re
Rat meri din hai tere
Tere aansu hai ab mere
Pyar ke honge savere
Na ghabrana re
Ab na sharma sab ko bata
Kya tera mera nata re
Tum ho meri main tumhara
Chhota sa sansar hamara
Age jaane Ram kya hoga
Mera dushman sara zamana
Sath mera chhod na jaana
Aage jaane Ram kya hoga
E maajhi re
Tohar bina majhi mon e nai maane
Phire asi jatai marta se
Jatan kare rakhibo toke
Mor buker modhye, majhi re
Aa bhi ja, aa bhi ja
Saans meri pukare hardin
Aa bhi ja, na sata
nahi jeena tere bin
Kyon ki
Tum ho meri main tumhara
Chhota sa sansar hamara
Age jaane Ram kya hoga
Kahta hai jo kahe zamana
Tera mera pyar purana
Aage jaane Ram kya hoga

Maeri....(Palash Sen)

teri ya meri ya
pull gaya
ull gaya haar te ji
hey mae ki karna mein jitnu
hove naje mi
hove naje mi

bindiya lagati toh
kaapti thi palken maeri
chunniya sajake woh deti vaadein kalke maeri

meri haaton mein tha uska haath
thi chaashni si har uski baat
maeri aap hi hasdi
maeri aap hi rondi
maeri yaad woh yaad woh aaeri
galla kardi
maeri akhlan lad di

maeri yaad woh yaad woh aaeri
heyy maeri

baarishon mein lipat ke maa ati thi woh chalke maeri
deeriyan ho jaye to roti halke halke maeri
phir se mein royu phir woh gaye
thandi havayein banke chaye
maeri hira ka aandhi kittean paundhi
maeri yaad woh yaad woh aaeri
jannata langdi maeri mannata mangdi
maeri yaad woh yaad woh aaeri

ab kya karun kahan se kahun aa maeri
ab kya karun kahaaan se kahunn aa maeri

duniya parayi chod ke aaja
jhoothe sare naate tod ke aaja
sau rabdi tujhe ek vari aaja
aab ke mile to honge na juda
na juda na juda aaa oooo

hud deya aaye koi chale aaye
maeri yaad woh yaad woh aaeri
galla kardi
maeri akhlan lad di

maeri yaad woh yaad woh aaeri

khul gayi mera pyar
mae bas lage mahine chaar
maeri yaad woh yaad woh aaeri

yaad woh aayi
maeri yaad woh aayi
maeri yaad woh yaad woh aaeri

ab kya karun kahan se kahun aa maeri
ab kya karun kahan se kahunn aa maeri

Sunday, February 24, 2008

Mehfuz !!!

One of my most favorite song !!!

Mehfuz: Title Song

Zindagi Hai dhuan to kya

Bujh gayi har subah to kya

Rootha mujhse khuda to kya

Ho gaye hum juda to kya

Faasle they hazaaron darmiyan,

Waqt ke they hazaaron imtehaan

Fir bhi ban ke nishaan,

Tere honthon ke kisi kone mein Hansi ki tarah

main mehfuz hoon

Teri aankhon ke chipe dard mein Aansoo ki tarah

main mehfuz hoon

Bewajah har wajah to kya

Begunahii hai gunaah to kya

Beasar hai dua to kya

Ho gaye hum juda to kya

Raaz gehre hazaron bepanah

Lafz thehare hazaaron bejubaan

Fir bhi ban ke nishaan Tere honthe ke kisi kone mein Hansi ki tarah

main mehfuz hoon

Tere kesu ke mude pannon meinYaadon ki tarah

main mehfuz hoon

Mehfuz hoon Teri aankhon mein

Mehfuz hoonTeri yaadon mein

Mehfuz hoonTeri baaton mein

Mehfuz hoonTere baalon mein

Mehfuz hoon

Faasle the hazaron darmiyaan

Waqt ki thi hazaron aandhiyan

Fir bhi ban ke nishaan

Tere honthon ke kisi kone mein Hansi ke tarah

main mehfuz hoon

Tere kaandhe ke chipe til meinVaadon ki tarah

main mehfuz hoon